Hindi, asked by ayush638179, 11 months ago

anuched lekhan मेरे जीवन का लक्ष्य it's very urgent (100 words)​

Answers

Answered by rahul21149
0

Answer:

why you 100 work only 10 work we bhi to kam chal Sakta hai

Answered by srishti3366
3

Answer:

OK, here is your answer :-

Mere Jeevan Ka Lakshya:-

Mere Jeevan Ka Lakshya IAS officer banna hai jo ki Mere Liye bahut hi avashyak hai Jeevan Ke Lakshya Hona bahut jaroori Hai Kyunki ki aur Hamare Paas Jeevan Ka Lakshya Nahin Hoga Tum Usi ke Saman Honge ki Ham Talab Mein Utar gaye lekin Hamein Ki Nahin Maloom Ki Main Jana kidhar hai agar Hamare Paas Koi Jeevan Ka Lakshya Hoga Tum usko nirdharit kar kar apna Agla Kadam Badha sakte hain Jeevan Ka Lakshya Ek Aisa Shabd hai Jis ko pakad kar koi bhi Insaan apni kamyabi Hasil kar sakta hai agar koi bhi Bina after Lakshya decide ke aage badhta hai tu hua Beech Mein Hi Yaad kara Ta Hai Jaise log sochte Hain Ki Main 12 ke baad Apna Lakshya decide karungi Kya Karunga unko thoda Waqt lag jata hai sochne mein ki mera favourite subject kya hai unko sochne Mein Waqt lag jata Hai Ki Main Kya Karun Itna sochne Mein Unka Samay nikal jata hai baad mein admission Hona Mushkil ho jata hai lekin Wahi Jo log Pehle Soch kar Karte Hain 12 ke bad kya karna hai unke liye Aasan ho jata hai ,aur wo apne lakashya ke taraf baadh jata hae eseliye har ensaan ko aapna lakshya decided karke chalana chaiye.....

Similar questions