Hindi, asked by VASUDHASHARMA1600239, 5 months ago

anuched lekhan on pustakon ka mahatav in hindi.... and no spam answer other wise it will be reported....​

Answers

Answered by SaanviMishra
2

Answer:

Ham sab chhhatra hain aur chhatra ka karya padhai karna hai. Ham sab pustaken padhte hain . Kuch pustaken hame bahut pasand ate hain.

Pustakon ka mahatv yeh hai ki we hame bibhinna visaya ke bare mein jankari dete hain. Bigyan ke pustaken hame bibhinna vaigyanik sutra sikhate hain. Bhasa ke pustaken hame bhasa ko aur bhi achhi tarah se likhna aur padhna sikhate hain. Ganit ke pustaken bibhinna Ganeitik visaya ke bare main alochona karte hain. Is tarah pustaken hame sahayata karte hain.

Jiban mein ek saphal nagarik ban ne ke liye pustaken hame har tarah ki sahayata karte hain. Lekin hame yeh Jan na chahiye ki kaun sa pustak hamare kam ayega. Har chhhatra ko pustaken padhni chahiye aur uska mahatv bhi Jan na chahiye.

Explanation:

I am writing Hindi words in English for quick answers.

Similar questions