Hindi, asked by Finestmind, 2 months ago

Anuched or nibandh on suryast ka drishya. No unnecessary answers, please.

Answers

Answered by tanyapriya13
1

Explanation:

surasht ke samay suraj dhal jata hai aur aasman me lal narangi aur gulabi sa rang aa jata Hai . us waqt suraj pila aur lal rang ke mishran se bana hua lagta hai . suryasht la drishya kafi khoobsurat aur romachak hota hai jise dekhkar dil ko kafi sookon milta hai . sham me waqt suraj ek gehra nishan chor chala jata hai aur kuch hi palo me aasman me badlo ke bich lin ho jata h

Similar questions