Hindi, asked by bkumaradvmfp, 1 year ago

anupras alankar,rupak alankar,upma alankar,manvikaran alankar

Answers

Answered by Muska123n
24
anupras alankar- Jahan Kisi varn ki avriti ek se jyada baar ho vahan anupras alankar hota hai.
upma alankar - Jahan Kisi vyakti vastu ki tulna kisi anya vasta vyakti ke sath kisi samanta ke adhar par Kiya jaye vahan upma alankar hota hai.
manvikaran alankar- Jahan jad athva achetan tatvon ko manusha ke adhar par bataya jaye vahan manvikaran alankar hunda hai
Similar questions