Anushasan aur ghamand par nibandh
Answers
Answered by
0
Answer:
Topic:- Anushashan aur Ghamand
Anushashan sabad ka arth hai aadarsh jeevan. jo aadmi anushashan nein rahkar apne jeevan ka nirvaah karta hai vo humesha aage badhta hai.aur jo apne daulat aur sundarta ka ghamand karta hai vo thore samay ke liye kush jaroor hota hai .parantu uski zindagi kabhi nahi sudhrti hai. vo baad maein pachhtaataa hai. aakhirkaar hume aapne anushashan mein rahkar jeevan gujaarna chahiye.
Similar questions