Hindi, asked by Devpro354672, 7 months ago

anwer this question properly on page who give me this answer correct I will make him or her brainlist and I follow hime or her also​

Attachments:

Answers

Answered by guptaaanya2006
1

Answer:

harish- namaste shreya! kaha ja rhi ho? aaj kal tum khelne nahi aati. sab theek toh hai?

shreya- namaste harish, sab theek hai. meri parikshaye nazdeek hai toh unke liye padhti hu. tumhari pariksha nhi hai kya?

harish- meri pareekshaye bhi nazdeek hai. par maine tayairi pehle hi karli thi, tumhari kitni tayiari hui

shreya- mujhe ganit mei bhot mushkil aati hai. vigyan ki taiyari ho chuki hai. angrezi aur hindi ka sanshodhan(revision) kar rhi hu.

harish- achhi baat hai. ganit thodi kathin hai par prayatn karogi toh ho jaegi. koi sahayata ki zarurat ho toh mujhse pooch lena.

shreya- dhanyawaad harish. ab mai chalti hu. pareekshayo ke baad milte hai.

harish- alvida. pareeksha mei achha karne ki shubhkaamnaye.

Answered by shreya12391
0

Answer

हरीश: सुप्रभात श्रेया! तुम कैसी हो?

श्रेया: मैं तो ठीक हूं। तुम कैसे हो?

हरीश: मैं भी ठीक हूं। तुम्हारी परीक्षा की तैयारी कैसी चल रही है?

श्रेया: मैंने तो पड़ना शुरू भी नहीं किया।

हरीश: अभी शुरू कर लो, पढ़ने के लिए बहुत कुछ है।

श्रेया: मैं तो हर रोज़ पड़ती हूं तो मैं आसानी से पूरी पढ़ाई ख़तम कर लूंगी।

हरीश: बहुत अच्छा। मुझे तो अभी बहुत पढ़ना है।

श्रेया: इसलिए मैं कहती हूं कि हमेशा परीक्षा से पहले ही पढ़ लेना चाहिए।

हरीश: हां, यह बात तो सही है। चलो अभी मुझे पढ़ने जाना है।

श्रेया: ठीक है। फिर कल बात करेंगे।

Similar questions