World Languages, asked by ArshiAmeen, 1 year ago

any body knows any naat plz send fast

Answers

Answered by sayeduzair
5
Faaslon ko takkaluf hai hamse agar
Hum bhi bebas nhi besahara nhi
Khud unhi ko pukarenge hum dooor se raaste me agar paoun thak jayenge
Hum madine me tanha nikl jayenge aur galiyon me qasdan bhatak jayenge hum wahan jaake waapas nhi ayenge dhoondhte dhoondhte log thak jayenge
Jese hi sabz gumbad nazar ayega bandagi ka qareena badal jayega
Sir jhukane ki fursat milegi kise khud hi palkon se sajde tapak jayenge ae madine ke zahir khuda ke lie daastaane safar mujhko yun mt suna baat bd jayegi dil tadap jayega mere mohtat aansoo chalak jayenge unke chasme qaram ko iski khabar kis musafir ko hai kitna shauk e sfr humko iqbal jb bhi ijaazat mili hum bhi aaka ke darbaar tk jayenge

ArshiAmeen: Thanks
sayeduzair: Ur welcome
Similar questions