any two shloks from bhagwat gita with meaning in hindi
Answers
Answered by
0
Answer:
1. jo aatma ko marne wala samajta hai or jo isko mara samajta hai vo dono hi nahi jante hai, kyuki yeh atma n marta hai or n mara jata hai
sanskrit main :ya enam vetti hantarm yascainam manyate hatam
ubhau tau na vijanito nayam hanti na hantaye || 2-19
2. sanskrit main : dehino'sminyayatha dehe kaumaram yauvanam jara |
tatha dehantarapraptirdhirastatra na muhyati ||2-13
jaise is deh main dehi jivatma ki kumar , yuva aur vridhavastha hoti hai
vaise hi usko anya sharir ki prapti hoti hai | dhir purush isme mohit nahi hota hai
Similar questions