Anyone can plz help me with this Hindi assignment
Attachments:
Answers
Answered by
0
Answer:
aaj ke daur me samaj mein anek si buri cheeze vyaapt hain
Explanation:
yeh satya hai ki samaj me andhvishwas, bhedbhaav ,jaat-paat jaisi buri cheeze virajaman hain
yeh sab sirf manushya ki soch ke kaaran hai..kyonki vah sochta hai ki vah hi sabse acha ,nek or sacha vyakti hai
vah sochta hai ki usike samudaay ke log ache hain or baaki sab jhhothe hain
inhe door karne ka uppay hai ki, manushya ko apni buddhi se kaam lekar har cheez ko dekh -parakh ker hi nishchay lena chahiye ki kya galat or kya sahi
hope it helps!!
Similar questions