India Languages, asked by jazzy3, 1 year ago

anyone can tell me vachya parivartam it is sanskrit grammar ........three are there 1) kartuvachya
2) karmavachya
3) bhavvachya
PLZ FAST 2MARO MINE EXAMM SO PLZ

Answers

Answered by Nandinikaushik
2
hmm simple hai kartvachya simple sentence hota h. jaise ki baccha khelta hai, main khata hu etc
second karma vachya main dwara lag jata hai jaise ki khel bacche ke dwara khela ja raha hai. khana mere dwara khaya ja raha hai..
aur bav vachya main jata hai end main lag jata hai sentence main jaise ki mujhse likha jataa hai
khaya jata h etc. All the best for ur exam

jazzy3: xam main kaise ques ate related to these can u tell me pl
Nandinikaushik: hmm
Nandinikaushik: ek to cnvrt krne ke lie aate h mostly aur bht kam aate hain phnchanne ke lie ki kaunsa vakya h
jazzy3: ok
Nandinikaushik: sorry mujhe aaj mila aapka ye cmnt
jazzy3: its o
Nandinikaushik: :)
jazzy3: :)
Nandinikaushik: all the best exame ke lie
jazzy3: same to u friend
Similar questions