अपने अनुभव के आधार पर लिखिए कि क्रोध किस प्रकार पश्चाताप पर ही समाप्त होता है। 40-60 शब्दों में।
Answers
Answered by
20
krodh se koi kam nahi krodh se sab kam galat ho jata hai jaise ek aadmi jo ghar par jata hai aur use sorgur nahi pasand hota hai par uske bar bache apne aap me khel khul masti karte hai aur usme aawaaj aata hai bahut jor jor se us aadmi ko gussa aa jata hai aur aadmi apne bacho ko bahut pitta hai aur yske bacche us din masti khel kud sab kuch band kar deta bai aur uske mann me darr ho jata hai aur wh aai prati din ghar pe jata hai par us din ke baad usne apne baccho ke saakal pe kabhi khusi nahi dekhta hai aur wh mann hi mann apne app ko kosta ki kyu maine apne bal bacho ko pita aur wh hamesa sochta tha us din ke bad ki me apne ko khus kaise karu aur ek wha ghar pahucha aur usne baacho se kaha kyu tum aab chup aur khamos rahte ho aur baccho ne kaha ki papa app bahut gande ho hume aap marte ho to wh us din ke baad bahut sochte aur last me wh sochta hai ki jab me apne baccho ko khus nahi rakh paya to mughe is jindgi ka kya phhayda aur wh aakhri me aatmahatya yani mar jata hai
Similar questions