Hindi, asked by chandankataria07, 7 months ago

अपनी भाषा के अतिरिक्त दूसरी भाषाएं क्यों सीखनी चाहि​

Answers

Answered by monabhardwaj450
0

Answer:

kyuki or languages aane se hm kahi bhi jakr sahi se dusre place ke logo ki bat smaj skte h or unki bato ka answer bhi thik se kar skte h ...or hme kisi ki bat smajne me bhi koi pareshani nhi hoti isliye hme apni bhasha ke alawa or bhashao ka bhi gyan hona jaruri hai...

Answered by srishtisrishtibhalav
0

Answer:

hume dusri bhasa isliye sikhni chahiye kyoki hume kabhi dusre place main Gaye To Hamen vah Bhasha kam Aaegi Jaise America mein English Bihar mein Bhojpuri Gujarat mein Gujarati Bangal Mein Bengali

Similar questions