अपने एकमात्र कमाऊ पुत्र की मयु के अगले ही दिन खरबूज़े बेचने के लिए विवेश बूढी माँ की कष्टदायक मानसिक दशा को अपने शब्दों में प्रस्तुत कीजिए. Would be obliged if the question was a moderately large and answered by today.
Thank You In Advance,
'Answerer' knowmsayin?
Answers
Answered by
0
Raju uma kaki ka kamau beta tha.Kyunki wo log behad gareeb tabke ke log the.Raju sabziyaan phal bechker jo kamata tha usse hi ghar chalta tha.Raju ke saral swabhav ke karan sabzi mazar ķe anay dukandaron ka mitra ban gya tha.Ek din achanak jaise hi Raju dukan band karke ghar ka liye nikla.Ek truckwale ne usse takker maar di aur bhaag nikla.Bechari uski boodhi maa ko jab ye khabar mili to ro ro ker uska bura haal ho gya.Ek hafta lag gya usse apne aapko sambhalne mein.Per itni vridh hone ke bawajood Uma kaki ne aatmnirbher hone ka nishchay kiya.Aaj Uma kaki kharbooze beechti hai.Wo kehti hain ki kharbooze lena aayeher bacche main unhe Raju hi nazar aata hai.Uma kaki kehti hain ki kahan tak ghar baith ker roti rahun.Kaam na karun to khaun kya.Sarkaar kab meri sudh legi iska kahan tak intezar karun.
Similar questions