Hindi, asked by sharmajp1234gmailcom, 1 year ago

अपने मित्र को अपने बड़े भाई के विवाह पर निमंत्रित करते हुए पॠ लिखिए

Answers

Answered by vanshita14
2
2/4
Diwan colony
Itarsi (M P)
dinak (date)= 28/12/18

priya mitr

main yahan kushalpurvak hu or asha Karta hoon ki Tum bhi wahan pe kushalpurvak hoga . mujhe yeh batate huye bahut Khushi ho rahi hai ki mere bade bhai ka vivah 1 January Ko hai . jisma humare sare Mitra bhi aa rahe hain main tumhe or tumhare parivaar ko is Shubh avsar par Sadar
aamantrit Karta hoon.Tum kuch din pehle hi aa jana taki hum bahut Masti kar sake aur tum meri madat bhi kar sako vivah ki tayari mein. aap mein patr samapt Karta hoon.or ant Mai sabhi badoo Ko namaste or choto Ko pyar.

tumhara mitr
ayush
Similar questions