Hindi, asked by veenakashid07, 5 months ago

अपने नानाजी को पढाई में अपनी प्रगति के बारे में बताते हुए पत्र लिखिए

ईमेल फॉर्म में​

Answers

Answered by KrishikaMalhotra
1

Explanation:

Pyaare Nana ji,

Mujhe umid hai ki aap bilkul theek hai. Aaj mere adhyaapak ji ne meri sabke saamne mere ache ank aane par prashansa ki . Mujhe khud par bahut naaz Hua aur mujhe aur acha karne ke liye prerna mili.

Mere padhaai main bahut ache ank aa rhe hai. Aap ki sikhai gyi baate mujhe bahut achi tarah yaad hai aur main appke dikhaye raah par chal rhi hu.

Main aapko bahut yaad karti hu aur aapse milna bhi chahti hu. Aap ghar kab aayenge? Nani ji kaisi hai? Unhe mera pranaam kehna aur apna khyaal rakhna. Yeh milte hi likhna. Main aapke email ka intezaar kar rhi hu.

Aapki beti,

abc

Similar questions