अपने शेत्र में हुए 'दुर्गा पूजा' का वर्णन करते हुए अपने मित्र को पत्र लिखिए
Answers
priy mitra ,
bohut dino pashchat tumhe patra likh rahi hu asha hai ki waha sab thik thak hoga aur yaha bhi sab thik thak hai .
is saal hamne apne shetra me durga pooja ka aayojan kiya tha aur kal hi hamne durga visarjan kiye har saal ki tarah is saal bhi hamne yah utsav badi dhum dham se manaya aur jab tum mere ghar aaoge tab mai tumhe saari tasveere dikhaungi .
chacha aur chachi ko mera pranam kahna .
tumhari priy mitra
xyz
Answer.
pariksha bhawan
Dinank-....
Priya mitra ....
Tum kaise ho? Main acchi hoon.aaj itbe dino bad main tumhe patra likh rahi hoon taki main tumhe apne yahan huye durga puja k baare mein jaankari de payoon.
Hamare yahaan durga puja bare utsaah k saath manaya gaya. Hum bada anand kiye. Panchami se hamare yahaan to man lo utsaah ki baar jaise aa gayi. Subah ko puja hota tha, dopahar ko sab ek saath batkar khate aur raat ko moj masti. Har ek din bohot acchi tarah se guzarta. Subah k aarti mein maa durga ko pure shraddha k saath aarti krte aur unke charno mein pushpanjali dete. Par sabhi ko to Dashami k din bohot dukh huya ki maa durga hum sabse se door jaa rahin hai.
Iss baar to tumne durga puja yahaan nhi manaye parantu agli baar to tumhe yahaan rehna hi padega. Chacha aur Chachi ko pranam or bhai ko pyaar dena.
Tumhari mitra
......