अपने वर्तमान समय के अनुभवों को एक अनुच्छेद के रूप में 60-70 शब्दों की शब्द सीमा के साथ लिखें।
Plzz plzz answer,And no unwanted answers....
The one who will answer will be rated and mark as brainliest.
Answers
Answer:
Explanations
Aaj ka samay bahut hi alag hai. Yeh ek aisa samay hai jaha hum Bina Jung ke maidan mein Jaye hi apne dushman ko harana hai. Mera aapna anubhav hai ki main is ladai apni Puri shamta see ladne ki koshish Kar Raha hoo. Main manta Hoon ki is lockdown mein rehna sarl nahi hai aur main kafi thak Chuka huu kintu phir bhi is Corona namak bimari ko harana ke liye mujhe aur mere sabhi deshvasiyo jeejaan see ladh rahe hai ho Corona mukt Bharat ka nara liye chal rahe hai. Aant mein main aapne pradhanmantri jee ko shukriya kehna chahta Hoon ki unhone yeh lockdown ka Jo kadam uthaya hai usse hame dikkat to hui lekin phir bhi yeh kadam sarhaniye hai. Isse unhone hamari jaan bachakar hum pe bahut bada upkar Kiya hai.
Dhanyavaad
Hope it helps you!!