अपराध की समाप्ति के लिए मृत्यु दंड आवश्यक है? इस विषय के पक्ष या विपक्ष में अपने विचार प्रकट कीजिये
Answers
Answered by
32
Her insaan alag hota hai aur uska manovigyaan bhi alag hain.Isiliye kisi bhi insaan ki saza nirdharit kerne se pehle us vyakti ki manodasha aur sthiti ko samajhna zaruri hota hai.Yadi
kisi vyakti ne kisi ka khoon kiya hai to usne aisa kyu kiya,kin halaaton main kiya,kya us sthiti main koi aur vikalp tha ya khooni ko khoon kerne ke shauk hai.Kuch log kisi paristhi ke karan apradh ker baithte hain,aise logon ko baad main apne kiye per pacchtava hota hai.Aise vyakti ko sudherne ka mauka dena chahiye per jo vyakti apni apraadh ko galat naa maanker sahi samjha aur jiske liye kisi ke jeevan ki kuch kadar hi naa ho,jiske mann main koi insaniyat hi naa bacchi ho aise vyakti ko sakhkt se sakkht saza milni chahiye.

Similar questions
Math,
8 months ago
Hindi,
8 months ago
Physics,
1 year ago
Physics,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago