अपराध रोकने के लिए मृत्युदंड जरूरी है ।-पक्ष या विपक्ष
Answers
Answered by
2
Koi bhi apradh nindaniya hai.Uske liye saza milni bhi zaruri hoti hai.Per her ek apradh ki sazaa bhi usi tarah nirdharit ki jaati hai.Her apradh peerit aur apradhi dono ke hi jeevan ko prabhavait kerta hai.
Mrityudand ke praksh main:
Kuch apradh peedit ke jeevan ko buri tarah pravit kerta hai.Yadi apradhi ne peedit ko sharirik haani pahunchai ho.Aise main uske parivar aur samajik jeevan per asar padta hai.Aise main yadi apradhi ko mrityudand milta hai to yeh sahi hai.Is tarah apradhi apradh kerne se ghabrayenge.
MRITYUDAND KE VIRODH MAIN
Her apradh itna bada nhi hota ki apradhi ko mrityudand diya jaaye.Kayi log gareebi ke karn ya bhookh ke karan chori kerte hai ya apni raksha ke karan kisi ki hathya ki,aise main mritydand diya jaa sakta.
Similar questions