Hindi, asked by dhruvsinha2703, 10 months ago

apne aaspaas ke jeevan se udahran lekar bataiye ki pracheen aur vartmaan samay mein kaam karne ke tareekon mein kaun se parivartan aaye hain?(100 shabdon mein)

Answers

Answered by mehtapari1983
4

Answer:

hi

Explanation:

aaspas agar dekha jaye to bohot taraki hui he .

par agar dekha jaye to vartmaan ke samay me kaam karne ke tareeke boot hi alg the vah ek sath milke kaam karte the. unhone jungle ko bhi koi nukshan nai pohchate the . par abb sare jungle kat diye gaye he, pedo ko hataya gaya he ou unki jagah factorys or kai sare technologi ke liye pedo ko kaat diye gaye he .

aaj kal sab machine sahare jite he. sab machine ko banaya he aajkal rato banane ki machine tak bhi aa gai he. har kam machine hi .

parivartan ye aaya he ki pehla accha or bura bhi

1. accha ye he ki hume technoligi mil rai he usse hame hamare ghar mil rahe he alg alg scientist aaviskar kar rahe he . education badh raha he , ladkiya bhi tarakki kar rai he . isse hame bohot kuch rehna chahiye .

2. bura ye he ki aas pas ped podhe kam dikhayi de rahe he jissse pashu ir prani ko taklif hori he . jese chidiya ko ghar banane me taklif ho rai he or pashu ko dhup lagne par unhe ped nai milte jisse vo aaram kar sake . khet nai he jyada , kheto ko bhi aaj kal kharida ja raha he or unki jamin par factories banai ja rai he jisse polotion bad raha he . sadak pe pehle bellgadi or godagadi ke alava koi nai chal ta tha or abb bike , car,

scooters , in sab se pollution bad raha he .

i hope its helps you pls

mark me brainlist pls pls mark my answer pls

Similar questions