Hindi, asked by akshatkaushik3207, 7 months ago

Apne dadaji ko patra likhkar bataiye ki aap kaksha me pratham aaye hai

Answers

Answered by kenkaneki484
0

Answer:

#1234 kadwa chowk

junagadh Gujarat -11

6/7/2020

Priya dadaji,

aasha hai vaha sab Kushal mangal ho HM sab bhi Yaha thik hai .

Mai apko ye Khush khabari btana chahta Hu ki Mai is Baar ki pariksha Mai pratham Aaya Hu. mujhe bahut Khushi hui jab Mene ye khabar suni thi aur shock bhi lga par Mai ab Soch rha Hu apko kesa lagega jab Ap ye khabar sunenge.....papa ne Bola hai ki vo mereko nyi cycle leke denge Mai sach Mai bahut Khush Hu kash aap bhi hote yaha....Mene cycle ki photo bhi apko bheji hai dekhna jab Mai agli Baar pratham aaunga tab apko bhi mereko dadi ma ke haath ke bnaye hue mithai bhejni padegi

apko aur dadi ma ko Mera dher Sara pyaar

dhanyavad

apka priy pota

sunil

Similar questions