Hindi, asked by rashmisinha1698, 1 year ago

Apne dost ko janam din par nimantran patra

Answers

Answered by niharika10
14
nausenabaugh
Visakhapatnam

18 June 2017

priy Alisha
tum kaisi ho Alisha bahut Dino Se Tumhara patr nahi mila toh maine socha Ki mein hi Tumhe Patra Likh Du. Tumhari Mata Pita kaise hain aur aur Alina Woh Kaisi Hai asha Karti Hoon Ki sab log thik Hai. Hum Sab Kushal Mangal rahe hai.
maine tumhe ye patr likha hai ta ki main tumhe ek khas din ke bare mein batata saku. To Kya Tumhe Yaad Hai parso 21 June ko kya hai? mujhe lagta hai ki Shayad tum bhool Gayi achha Mai hi bata deti hoon parso mera janam din hai aur Main Ghar Pe Ek bahut bada party raha hai maine apne Sare Dosto ko bulaya hai aur tumhare bina Meri party Adhuri hai. Tum Alina ke sath parso Mere Ghar Shyam Ke Sade Panch Baje Aa Jana. Phir Hum Log bahut Masti Karenge. Dekho Mujhe na mat bolna Sare dost aa rahe hai aur Mai Dil Se chahti Hoon Ki Tum bhi ao
achha ajke liye bahut ho gaya ab Doosre din patra likhoonge mai. parso Milte Hain. apni Mata Pita ko meri taraf se Pranam kar dena aur Alina Ko Pyar. Tumhare Intezaar mein

Tumhari Priya Mitra
Niharika
Similar questions