Apne nana nani Hai dada Dadi ke sath Banai Gai Dipawali Ka sankshep Mein varnan karo Apne nana nani yah dada Dadi ke sath Banai Gai Dipawali Ka sankshep Mein varnan karo
Answers
Diwali ke is Vishesh tyohar ke liye hindu dharm Ke Log bahut sakta se Intezar Karte Hain. yah bacchon Se Lekar bado Tak ke liye har Kisi ka sabse pasandida aur mahatvpurn tyohar hai. Diwali Bharat ka sabse mahatva Pur aur lokpriya tyohar hai. Jo pure Desh Mein saath saath saal Manaya jata hai. Ravan ko parajit karne ke bad 14 sal ki vanvas ke bad Bhagwan Ram Ayodhya laute the. Bhagwan Ram Ke Laut Aane Wale Din Ayodhya Ke Logon Ne Apne gharon aur Margo ko Bade utsah ke sath Apne Bhagwan ka Swagat karne ke liye prakashit kiya tha. Yah Ek Pavitra Hindu tyohar hai, Jo Burai per achhai ki jeet ka Pratik hai. Yah Sikho dwara bhi Mugal Samrat Jahangir dwara Gwalior jail se apne Guru Shri Hargobind ji ki Rihai ke liye Manaya jata hai.
Is Din bajaron Ko Ek Dulhan Ki Tarah Roshni Se Sajaya jata hai Taki vah Ek Adbhut tyohar dekh sake. Is Sal Main Apni Diwali Apne Nani ke yahan manae. Is Din Bazaar Mein Charon Taraf Chahal pahal thi. Charon Taraf log kapde mithaiyan aur patakhe khareed rahe the. Sham ke Waqt Shri Lakshmi Ji Ki
aur aur Ganesh ji ki Puja ki Jaati Hai. Ghar ko deepon se Sajaya jata hai. Puja hone ke bad log patakhe jalakar aur mithaiya ek dusre ko Khila kar Ek dusre ko Dipawali ki badhaiyan Dete Hain. Is Din Meri Nani ne a Mere Liye alag alag Tarah Ki Pakwan Banai. Main Apni Nani aur apne doston ke sath Milkar patakhe Jale aur mithaai Khai. Mujhe Apni Nani ke yahan Diwali mana kar bahut Achcha Laga.
If you like the answer please mark as brainliest
Answer:
Diwali ke is Vishesh tyohar ke liye
hindu dharm Ke Log bahut sakta se
Intezar Karte Hain. yah bacchon Se
Lekar bado Tak ke liye har Kisi ka
sabse pasandida aur mahatvpurn
tyohar hai. Diwali Bharat ka sabse
mahatva Pur aur lokpriya tyohar hai. Jo
pure Desh Mein saath saath saal
Manaya jata hai. Ravan ko parajit karne
ke bad 14 sal ki vanvas ke bad
Bhagwan Ram Ayodhya laute the.
Bhagwan Ram Ke Laut Aane Wale Din
Ayodhya Ke Logon Ne Apne gharon
aur Margo ko Bade utsah ke sath Apne
Bhagwan ka Swagat karne ke liye
prakashit kiya tha. Yah Ek Pavitra Hindu
tyohar hai, Jo Burai per achhai ki jeet
ka Pratik hai. Yah Sikho dwara bhi
Mugal Samrat Jahangir dwara Gwalior
jail se apne Guru Shri Hargobind ji ki
Rihai ke liye Manaya jata hai
Is Din bajaron Ko Ek Dulhan Ki Tarah
Roshni Se Sajaya jata hai Taki vah Ek
Adbhut tyohar dekh sake. Is Sal Main
Apni Diwali Apne Nani ke yahan
manae. Is Din Bazaar Mein Charon
Taraf Chahal pahal thi. Charon Taraf log
kapde mithaiyan aur patakhe khareed
rahe the. Sham ke Waqt Shri Lakshmi Ji
Ki
aur aur Ganesh ji ki Puja ki Jaati Hai
Ghar ko deepon se Sajaya jata hai. Puja
hone ke bad log patakhe jalakar aur
mithaiya ek dusre ko Khila kar Ek dusre
ko Diwali ki badhai Dete Hain. Is
Din Meri Nani ne a Mere Liye alag alag
Tarah Ki Pakwan Banai. Main Apni Nani
aur apne doston ke sath Milkar
patake Jale aur mithai Khai. Mujhe
Apni Nani ke yahan Diwali mana kar
bahut Achcha Laga
If you like the answer please mark as
brainliest