Apne nana nani ke paas jaen Unse baaten Karen ki Jivan ke bare mein Puche aur aapki aur Unki beech ki batchit ko Apne shabdo Mein likhiye kam se kam 500 Shabd honi chahie Hindi mai please answer the first
Answers
Plzzz write in English or Spanish.
Answer:
bacha:nana ji, jeevan me safal hone ke liye kya karna chahiye
nana:beta,jeevan me agar safalta chahte ho to jo banana chahte ho apna poora dhyan usi par rakho or hamesha hard work nhi balki smart work bhi karna chahiye(sorry I couldn't translate hard work and smart work inko aap translate kar lena) jeevan me safal hone ke liye 3 kaam hote hain chalna, rukna or bhagna.
bacha:rukna?ye kaise zaroori hai nana ji.
nana:haan beta safal hone ke liye rukna bhi zaroori hai tumhe. ye vaat thodi atpati lagegi lekin ant me tum samjh jaaoge jise hard work karna hota hai veh keval bhagta hai jiska ek nuksan yeh hai ki agar vo shuru se bhagega to veh ant me thakkar rook sakta hai lekin jise smart work karna hoga veh rukega bhi, chalega bhi or bhagega bhi.
bacha:nana ji yeh chalna,rukna,bhagna kya hai koi dod thodi na hai
nana:chalo tumhe ek udaharan deta hoon bhagne ka matlab kuchh bache shuru se hi itni mehnat karna shuru kar dete hai ki ant tak aate aate ve mehnat kar kar ke thak jaate hai.Jaise agar koi zyada dode to veh ant me thak jaata hai.yadi koi bacha chhutiyon le vakt chhuttiyon ka luft uthata veh uska ruk jaana hai,jab veh vidyalaya jaakar padhata hai to to veh keval usi par dhyan rakhta hai jo veh padh raha hai yeh uska chalna hai or jab use koi pariksha deni hoti hai tab veh kadi mehnat karta hai yeh uska bhagna hai jisse veh kabhi nhi thakta jo smart work karte hain vo ese ho hote hai.
bacha: thik hai nana ji mai samajh gaya
hope it help
please mark as brainliest