Hindi, asked by yash3260, 10 months ago

Apne pracharya mahodaya Ko Bhai Ki Shaadi Mein Jaane Hetu 5 din ki chutti ke liye avedan Patra likho​

Answers

Answered by ArmaanPandey
3

Dinank

19.6.2019

Aadarniya pradhana dhyapak mahoday,

seva mein,

savinay-nivedan yah hai ki mere bare bhai ki shadi 29 June ko hai isliye main apni kasha mein dinank 26.6.2019 se lekar 30.6.2019 tak anupasthit rahunga.

Atah aapse anurodh hai ki uprokt baton par dhyan dete huye chhutty dene ki kripa pradan kare.

aapka aagyakari chhatra

name.....

kasha .....

kramank....

Similar questions