Apni kakhsha ko adarsh kakhsha bnane ke liye pardhanacharya ko patr?
Answers
Answered by
0
Shri Veer Vikram Vishnoi
Pradhanachaary,
LR memorial School,
Jodhpur,
Rajasthan
Vishay : Kaksha ko adarsh Kaksha banae hetu
Maanaiya Pradhanachary ji , jaisa ki apko gyat hai ki humari class 8th -B ne rajya grameen football pariyigita jeet li hai .Hamari hi class ke Subham ne rajya istariya Chitra Kala mai sawarn padak jeeta hai . Hamari kaksha sab se saaf aur sajwat se rahti hai . Sabhi chaatra bijali aur paani ka sahi dhyaan rakhate hai . kaksha mai koi kachra nhi karata hai . sabhi vidhyarthi 80 % pass hue hai 7 th kaksha mai . Black board aur furnichre ka achhi se dhyan rakhte hai . Sabhi ki upasthiti 90% se jayda rahti hai . humne 26 janwary ko raaktdaan shivir bhio aayojit kiya tha aru safal raha . 15 agaut ko varskha ropan bhi kiya . sabhi ne bahut tareef ki hai . hamara nivedan hai ki hamari kaksha ko "Adarsh Kaksha "ghoshit kre 2017 ke liye aur hum anya chatro ka manobal badha sake aur unhe aage badne k liye prerit kr sake .
Dhanyawaad
Alok Jha
Kaksha Pratinidhi
8-B

Similar questions