India Languages, asked by zarakhan1260, 5 months ago

apni koi bachpan ki yaad likhein jis se apko sabak mila ho (its urdu im typing in roman urdu cuz most people are from india)​

Answers

Answered by nkaur312003
1

Answer:

hii friend...... in every momemt of life... gives us a new lesson......

Answered by kumarnarad1977
1

So main aaj un sabhi logo ke liye yaha wo sab bate bta raha hu, Jo kisi bhi insaan ko mahan banane ke liye, kisi bhi kaam me successful hone ke liye, apne aapko strong karne ke liye, ek achha insaan banne ke liye, paise kamane ke liye, apni manjil tak pahuchne ke liye, I mean duniya ke har kaam me success hone ke liye bahut hai. Top 100 Motivation Quotes in hindi.

Duniyaa tumhe us waqt tak nahi hara sakti jab tak tum khud se na har jao.

Duniya ek dhalta huya saaya hai, Agar ye tumhare liye baki bhi rahe to tum iske liye baki nahi rahoge.

Aapka ek achha dost humesha aapse bahut zyada ladta hai. Magar aapki aankho me aansu dekh kar wo sari duniya se lad jata hai.

Jab aap kisi se nafrat se baat karo or wo aapko mohabbat se jawab de to samajh jana ki wo aapse khud se zyada pyar karta hai.

Khuda se mango to naseeb mango aqal nahi, kyuki bade bade aqalmand naseeb walo ke yaha gulam hote hai.

Agar koi insaan apna jurm kabool kar le to ye ek tarah ka dharm hai.

“Sabra” ek aesi sawari hai jo sawar ko kabhi girne nahi deti.

Dushman chahe kitna bhi achha dost ban jaye us par aitbar mat karna. Kyuki paani ko chahe kitna bhi garm kar lo wo aag bujhane ke liye kafi hota hai.

Talwar do qism ki hoti hai ek lohe ki or ek mohabbat ki, Farq sirf itna hai ki ek ek ko do karti hai or dusri do ko ek.

Jab kisi se cheez se khatra mehsoos karo to usse dur mat bhago uska samna karo, kyuki khatra khauf se behtar hai.

Gunaah se tauba karna wajib hai par gunaho se bachna or jyada wajib hai.

Jab tumhare dil me kisi ke liye nafrat paida hone lage to fuarna uski achaiyo ko yaad karo.

Apni jaban ki tezi kabhi us maa par mat aajmana jisne tumhe bolna sikhaaya.

Logo ko usi tarah maaf kiya karo jis tarah aap apne rab se ummid karte ho ki wo tumhe maaf kar dega.

Agar koi aapka dil dukhaye to naraz mat hona, kyuki ye kudrat ka kanoon hai ki jis par jitne jyada mithe fal lagte hai use utne hi jyada pathar mare jate hai.

Beshaq apne dost ke liye apni jaan qurbaan kar do par kisi cheez ke liye apne dost ko kabhi qurbaan mat karna.

Koi bhi dost us waqt tak dost nahi hota jab tak wo aapki gair – mojudgi me aapki izzat na kare.

Logo se “Duao me yaad rakhna” kahne se jyada achha hai ki tum aese kaam karo ki logo ke dil se apake liye dua nikle.

Logo ke dil me is tarah apna mukaam mana lo ki agar tum mar jao to tumhare liye sari duniya roye or agar jinda raho to log tumse milne ko tarse.

“Apne aapko dusro se behtar samajhna, apne gunah ko bhool jana or apne allah ka zikr na karna” Ye 3 cheeze insaan ko mitti me mila sakti hai.

Insaan kitna bhi door bhag le par ek cheez uska kabhi picha nahi chodegi, wo hai uski MOUT.

Kabhi kisi ko aajmao mat, kyuki isse rishte kamjor ho jate hai.

Kisi ko chhota mat samajho, Kyuki raaste ka ek chhota sa pathar bhi aapko muh ke bal gira sakta hai.

Tum jab kisi ko ek bhi gaali guuse me ya majak me dete ho to usse tumhari kabra ke liye ek bichhoo ban jata hai.

Insan ki fitrat uske chhote chhote kaamo se hi pata chalti hai, Kyuki bade kaam to wo bahut soch samajh kar karta hai.

Agar tum kisi ko dhoka dene me kamyab ho jate ho to ye mat samajho ki wo kitna bewkoof hai, balki ye socho ki usko tum par aitbar kitna hai.

Gusse me kabhi koi faisla mat karo or jarurat se jyada khushi milne par kisi se koi wada mat karo, dono hi humesha galat hote hai.

Humesha apni chhoti chhoti galtiyo se bachne ki koshish karo, kyuki insaan pahardho se nahi chhote chhote pathro se hi thokar khata hai.

Tumhari neeyyat ki aazmaish us waqt hoti hai, Jab tum kisi aese insaan ki madad karo jisse tumhe kuch bhi milne ki ummeed na ho.

Jindagi ko aese jeeyo jaise tumhe humesha jinda rahna hai or mout ki fikra aese karo ki jaise tumhe agle hi pal marr jana hai.

Kabhi apne dost ki sachhai ka imtehaan mat lena, Kya pata wo uski majboori ho or tum ek achha dost kho baitho.

Mai jannat pane ke liye ibadat nahi karta kyuki ye ibadat nahi tijarat hai. mai narak ke dar se ibadat nahi karta kyuki ye ibadat nahi gulami hai, Main ibadat sirf isliye karta hu kyuki mera RAB meri ibadat ke kabil hai.

Agar dost banana tumhari kamjori hai or tumhara koi dost nahi hai to tum duniya ke sabse taqatwar insaan ho.

Insaan ke beemar hone ki ek badi wajah use apno se mile dhoke or dosto ki judai hai.

Aapno ko humesha aapke hone ka ahsaas dilate raho, warna aesa na ho ki waqt unhe aapke bina rahna sikha de.

Kisi ko mohabbat karne se pahle apne man me qabristhan bana lo, Taki uski choti choti galatiyo ko dafna sako.

Jisne kisi ko akele me nasheeyat di usne uski jindagi sawar di or jisne sabke samne kisi ko nasheeyat di usne uski jindagi bigad

Similar questions
Math, 5 months ago