Hindi, asked by voodo, 1 year ago

article on note banned in india in hindi

Answers

Answered by sudarshankmr60
0
Notebandi(Demonetisation) ek etihashik faisla hai jisse bharat ke logo ko pareshaniyon ka samna to karna par raha hai par bhawisya me iska parinam adhbhut hoga.Isse bharat ki aarthik stitihi me sudhar hoga kyunki jitna cash kam hoga utna hi bhrastachar kam hoga.Jitne v developed desh hai sare jyada se jyada kaam cashless mode me krte hai.Is samay hamein dhairya se rehne ki aawasakta hai aur hame chahiye ki hum jyada se jyada ise support kare... 
Similar questions