Hindi, asked by mdshanwz9615, 1 year ago

अशोक ने कलिंग युद्ध के पश्चात शास्त्र त्याग की घोषणा क्यों की

Answers

Answered by kittuAnand
3

Answer:

" Samrat Ashok"ne apne rajya Rohan ke aathve varsh me "kaling"Rajya per aakramad kiya tha. Us yudha me atyant

bheeshan raktpat va narsanghar ke paschat Vijay raha. Us yudha me hue raktpat va narsanghar ki vibhishika me

uska hraday dravit ho utha. In sabko dekhkar unko aatmaglani hua. Isliye unhone yudha parityag ki Ghosna ki.

Attachments:
Similar questions