Hindi, asked by Mohammad8119, 11 months ago

Asummary of poem bache Kam par ja rage he in hindi

Answers

Answered by tannu518
0

prastut kavita mae bachoo ke bachpan chin janae ki pidha vyakt hui hae. kavi rajesh josi nae kha hae ki pratae kal mae hi bachae kamm krne ke liyae ja rhae hae. us smae kohra padd rha hae, parantu bachae kaam pr jaa rhae hae. kavi koo yhe es smae ki atyant byank pankti lgi hae. esae ek pankti ki bahti nhi, apitu ek presn ki bhati likha jana chaiye. kvi nae prasan kiya hae ki bachae kam pr Kyu jaa rhae hae. kya unke kehlne. padnae ke sadhan nast hoo gye hae. yadhi esa hii hae toh duniya mae fir bacha hi Kya hae. yadhi esa hotha toh yeh visv ke liye byank hota. isse bi buri ya byank batt yhe hae ki sabhi vstuae ythavt hae, lekin bachoo ko unse durr rhne ke liyae vivas kiya jaaa rha hae. fir duniya ki ek nhi, hajaroo sadkoo sae bahut chotae bachae kaam pr jaa rhae hae.

Similar questions