Hindi, asked by deepaksassan01, 8 months ago

अतिथि देवो भावा उचित की व्याख्या करें तथा आधुनिक के संदर्भ में उसका आकलन करें


Don't get to Google for answer
Only those who know answer will answer this question

Answers

Answered by mrahteshamas15705
1

Answer:

Atithi Devo Bhava

Explanation:

Atithi Devo Bhava ka Arth hota hai jo Hamare Atithi Hoti Hai Ishwar ke Saman hote hai .

bharat me athithi ko ishwar ka draza diya jata hai .

Jab Hamare ghar mein Atithi Aata Hai To Hamen uchit tarike se vartalap karna chahie tatha Unka pura Khyal Rakhna chahie .

  • adhunik samye mein log athithi ka mahtav bhulte jaa rhe hai
  • vyaktiyon ke pass Itna Samay Nahin Ho pata hai ki aarti Memon ko Waqt De sake
  • vartman Samay Mein vyakti dusre se milna julna Pasand Nahin karte hain is Karan Atithi Devo Bhav ka mahtav kam Hota ja raha hai
  • Prachi samye me Athithi ko Bhagwan ke Rop me Puja Jata tha uska pura Khyal Rakha jata tha.
  • hume saaf safai ka bhi dhiyan dena chahiye kyuki athithi ko ishawar ka drza diya hai to unka khyal rakhna awasayk hai

isliye hume athithi ka adar krna chahiye wartaman me kaam me log bhot vayast rehte hai prantu apni sanskriti jo athithi ke liye hai use bhulna nhi chahiye

Similar questions