अथवा
एन्जाइम क्या होते हैं ? कोई दो उदाहरण लिखिए।
Answers
Answered by
5
Answer:
Explanation:
ENZYME harari body me bio catalyst hote hai
bio catalyst matlab ese padarth jo hamara sharir swayam utpann karta hai jisse harare pachan me asani ho
darasal ham jo bhojan grahan karte hai vo kaafi jyaada bhari hota hai jise hamara sharir tukde karkar takat leta hai
kuch enzyme jo hamare sharir me paye jate hai, vo hai :-
pepsin - peet me paya jana wala enzyme jo protein pachane me madad karta hai
trypsin - aantho me paya jana wala enzyme jo ki protein pachane me madadgar sabit hota hai
dhanayawaad
agar mera answer accha laga ho to brainlliest ka button daba dijiyega
apka din accha bitee
Similar questions