अध्यापक और छात्रा के बीच वृक्षरोपन पर संवाद लेखन
Answers
Hey! mates here's your answer below:
Adhyapika:- subhprabhatra chhatron....
Chhaatra:- subh prabhaat Adhyapika jii..
Adhyapika:- Aaj mai aap sabhi ko per lgane k faayede btaungi.
Chhaatra:- Are waah yah to sabse achha vishay hai..
Adhyapika:- Kya aap sabhi ko pta h ki hmare dharti par per kyu lge hai? koi baccha khade hokar btao.
Chaatra:- Ham apne ghar ya ghar ke aas paas per isliye lgaate hai kyuki yah hame peadushit vaayu se bachakar sudhh vaayu deta hai.
Adhyapika:- Bohot achaa bola.
Aur ham isi ke dwaara saans le paa rhe hai..
kya aap jaante hai ki yah hame khaane ke liye fal deta hai saath hi agar kabhi thak Jaaye to isi per ke neeche vishraam kar sakte hai.
Chaatra:- haa Adhyapika ji, Mere papa yah bhi kehte hai ki is se kayi prakaar ke dawaai bhi bante hai aur jab hame sardiyon me thand lage to isi ki lakdiyon se aag jalakar apne shareer ko garmahat dete hai.
Adhyapika:- Bilkul sahi, Ab aap sabhi ko bhi apne gharon me per lgane hai jitne ho sake utne lgaane hai......
I hope it is helpful to you
please mark it as brainlist