Hindi, asked by pradeepu499, 5 months ago

अध्यापक और छात्र के मध्य कोरोना काल में चल रही पढाई के विषय में संवाद लिखिए।​

Answers

Answered by vermaramsingh528
0

Adhyapak-(1) , student (2)

Explanation:

2) subh prabhaat sir

1) subh prabhaat, toh main puchh raha hoon jo Maine kal homework submit karne ko kaha woh tumne kal mujhe bheje kyu nahi

2) Sorry sir par kal mera network barabar se kaam nahi kar raha tha isliye woh aap tak pohocha nahi

1) thik h , an kya kar sakte hai iss Corona ke wajeh se aap sabko apne homework dikhane main bhi pareshaani ho rahi hai

2) Sahi kaha sir aapne, mera toh mann online main lagta hi nahi hai , school ki yaad aati hai

1) hmm... toh ab bhagwan se yahi prathna karo ki yeh virus se mukti mile aur hamara school jaldi se khul jaaye

2) haa sir aisa hi hona chahiye , bye sir

1) bye beta have a nice day

Similar questions