Atma nirbarta Hindi essay
Answers
Atma nirbarta
Atma nirbharta ek aajadi jaisi bhavna hai jis mai hume bahut hi khushi aur swabhimaan mehsoos hota hai . Savaym ka jimma khud hi uthana ek aatma nibharta ki nishaani hai .phir chaahe Aarthik roop se ho yaa maansik roop se ho . Jab hum khud saksham ho jaate hai ki hume kya krna chahiye aur kaise krna chahiye tab aatmanirbharta ki suruaat hoti hai .EK aatma nibhar insaan ka sab samman aur sahyog krte hai .apke aas pass humesha log rheneg aur apse gyan len achaahenge apki saflta ke raaj jaan ne hetu .Lekin aatam nirbharta bahut mehnaat aur kathint as emilti hai . isske liye hume savayam ka saath neda padta hai aur bado ki rai leni padti hai humesha. Humare bade buzurg hi batae hai ki kaha kya krna chahiye aur kistarh musibato se nipatna chahiye . Bade bhai ya bahan aur dost batate hai kis trah rojgaar ki talash krni chahiye aur kya humaare liye sahi rahega. Aatramnirbharta ek sapne ke sach hone jaise hai aur sapne sach krne hetu hume sada lagan aur man se karya krne padte hai .