Autobiography of electricity in hindi
Answers
Answered by
2
mera naam bijli hai. mai amir se lekar garib vyakti tk k ghr ko prakashit krti hu. mera nirman parmanu urzaa snyntro se lekar baandh ttha pnchakiyon se hota hai. bharat me baandh k madhyam se bijli banai jati hai. jb baandh se pani choda jata hai, to usse urzaa ka ek shrot niklta hai. iss shrot ko bade-bade snyantro me kaid kr lia jata hai. mera nirmaan bhi aise hi kisi ek baandh se hua tha. maine jb aankh kholi tb swayam ko taaro me bhte hua paya. meri gati bhut teevr thi. mai ek esthaan se dusre easthaan taro k madhyam se bhti chali ja rhi thi. tb maine dekha ki mai ek switch board pr vidyman hu. ek bacche ne jaise hi switch chalaya aur mere dwara kamra prakaashman ho gya. vah baccha isse bhut prashann tha. uski khusi meri aankhe chlka gai.
Similar questions