Hindi, asked by ramasati619, 6 months ago

अयं मम विद्यालयः अस्ति। मम विद्यालय: नगरात् बहिः अस्ति। मम विद्यालयस्य नाम सरस्वती शिशु
मन्दिरम् अस्ति। विद्यालयस्य भवनम् अति विशाल: अस्ति। विद्यालये चतुर्दशशत: छात्राः सन्ति। अहं
यथासमये विद्यालयं गच्छामि। मम सहोदर: अपि अत्र पठति। सः अतीव मेधावी अस्ति।
मम मित्र: सचिन: अस्ति। सः अपि मया सह विद्यालयं गच्छति। विद्यालये एकम् उपवनम् अस्ति। तस्मिन्
अनेके वृक्षाः सन्ति। मालाकार: वृक्षान् जलेन सिञ्चति। उपवनम् अनेके पुष्पाणि सन्ति। तानि मनोहराणि
सन्तिा
मम विद्यालये एक: पुस्तकालयः अपि अस्ति। तस्मिन् बहवानि पुस्तकानि सन्ति। वयं पठनाय तत्र गच्छामः।
मम विद्यालये क्रीडास्थलम् अस्ति। सर्वे छात्रा: मध्यावकाशे मित्रैः सह क्रीडन्ति।
hindi mein anuvad kijiye​

Answers

Answered by taniska2510
16

Answer:

yeah mera vidyalaya hai. mera vidyalaya nagar ke bahar hai. mere vidyalaya ka naam sarasvati shishu mandir hai. vidyalya ka bhavan bahut vishal Hai. vidyalaya me 400 bacche Hai. ME samay pe vidyalaya jaata hu. me adarsahit padhai karta hu. mera mitr Sachin hai. vah bhi mere saath vidyalaya jaata hai. mere vidyalaya me ek bagicha hai. usme anek ped paudhe hai. Mali unme paani deta hai. bagiche me bahut phool khile hai. veh bahut manohar hai.

mere vidyalaya me ek pustakalya bhi hai. usme bahut se pustak hai. hum vahan kitabe padhne jaate hai. mere vidyalaya me ek kridashetr hai. saare chattr ardhavakash me apne mitro ke saath vahan khelte hai.

Explanation:

hope this answer helps...

Answered by jhashubham4181
1

Answer:

hllojsietueowhwykanhdyie

Similar questions