ब) 'जूझ' शीर्षक के औचित्य पर प्रकाश डालिए।
Answers
Answered by
0
Answer:
jujh ka matlab hai 'sangharsh'
is kahani mein bataya gya hai ki lekhak aananda kis parkar se padhne ke liye sangharsh karta hai aapni maa ko datta rao ke pass jakr baat karne ke liye bolta hai uski maa ke baat karne ke baad datta rao uske pita ko bulakr use school bhejne ke liye bolte hai or ananda ke pita maan jate hai pr kuch sarte rakhte hai jo ananda ko manni padti hai vo school jakr marathi kavita bhi likhne lag jata hai.
Explanation:
Similar questions