History, asked by hukmaram354, 28 days ago

बिजोलिया आंदोलन में विजय सिंह पथिक की भूमिका बताइये​

Answers

Answered by ns3130841
0

Explanation:

1913 me sitaram dash ki mulakaat Vijay Singh pathik se ho gayi or unhone bijoliya me chal rahe aandolan ke bare me puri jankari pathik ji ko di or unse aandolan ka netritva karne ko kaha or vijay Singh pathik ne netritva karna sawikar kar liya.pathik ji ne kisano ko panchayato ke madhaym se sanghatheet kiaa or unhe yudh kosh dene se enkaar kar diya. kisano ne maharan or jagirdaro prathna Patra bhijwaye.prityutar me maharana ne kisaan netao ko girftaar karne or aandolan ko kuchlane ka aadesh diaa.pathik ji bhoomigat ho gaye or viarn Ethan se aandolan ka sanchalana karne lage.

Samachar patro ka sahyog==pathik ji ne kanpur se prkashit hone wale samachar patra 'pratap'ke Madhyam se aandolan ko samuche desh me charchaa ka vishay bana diya.

Rajasthan seva sangh===1919 me vijay Singh pathik ne rajasthan seva sangh ki esthanpna ki .or rajputana madhya Bharat sabha ke madhayam se rastriya netao jese madan Mohan Malviya or Lokmanya Tilak jeso ka samarthan parapt kiaa or unhone congress ke madhyam se kisano ko samsyaon ko samap karne ka paryash kia .es karn British Sarkar ko bhay hone laga or AM.G.G. holend ke paryasho se kisano me 1922me Samjhota hua .es Samjhote ke anusar kisano per lagi 35 lagte samapt kar di gayi or lagan kam kar diya gaya .1922ke Samjhote me British Sarkar ne dhayan nhi diya falat es samjhota la kiryanwayan nhi huaa.Pathik ji ne puneh aandolan sambhala or ne kisano ko bhumi chodne ki salah di lekin wo badaltihuii political situations ko bhap ni paye or yeh nirnaye galat parmanint hua or kisano ki bhumi japt ho gayi ab aandolan ka netritva pathik ji ke hatho se nikal kar akhil bhartiya estar per aa gaya .

Similar questions