बाल गोविंद भगत की दिनचर्या लोगों के अचरज का कारण क्यों थी?
Answers
Answered by
7
Answer:
kyuki ve bhakti aur grihasthi dono ko hi saman bhavo se chala rhe the .ve subah uthkar snan karte aur git gate the .har varsh ganga snan ke liye jaate the aur sant samagam me bhag lete the . ve kabir ko apna sahab mante the aur unhi ke aadeshon pe chalte the .itna sab karte hue bhi ve apni grihasthi sahi dhang se chala rhe the jo logon ke andar acharaj ka karan bana hua tha ....
Answered by
0
Answer:
hope the above image helps you
Attachments:
Similar questions
Science,
3 months ago
English,
3 months ago
English,
3 months ago
Social Sciences,
7 months ago
Math,
7 months ago
Computer Science,
11 months ago
Math,
11 months ago