Hindi, asked by khushankumar2005, 8 months ago

बाल गोविंद भगत ने एक समाज सुधारक की बाथी अनुपयोगी रूढ़िवादी परंपर्यो को तोड़ने का प्रयास किया है उन परपर्यो का उल्लख कीजिए​

Answers

Answered by sruthisunilpv2005
1

Answer:

Balgovind bhagat ne ek samaj sudharak ke banthi anupyogi rudivadi parmparyon ko todne ka prayas kiya hai iske sabse bada uudharan mein dena chahungi jab Balgobind bhagat ka beta mara tha to uske baad usne bete ki biwi yani bahu ko apne bhai ke saath bhej kar kha ki iski dusri shaadi kara dena...ek vidva ki shaadi na karvana ek parmpara thi.

Explanation:

You can also add some point by refering text book.....

Similar questions