बोली किसे कहते हैं यह उपभाषा से किस प्रकार भिन्न हैं
Answers
Answered by
8
ANSWER: Muh se baatcheet karne ko boli kahte hai. boli upbhasha se isliye bhinn hai boli chote chote ekshetra mein boli Jane Vali bhasha boli kahlate hai. boli mein sahitya rachna nahi hoti hai. Aksar upbhasha kisi bhasha ke ekshetreya prakaron Ko kaha jata hai. Jaise Chattisgarh, Haryanvi,marvadi, brazboli aur khadiboli hindi ki kuch ekshetreya upbhashayen hai.
Give me thanks
Similar questions