'बीता हुआ समय कभी वापस नही आता' इस विषय पर छातर-अधयापक के बीच हुए संवाद को लिखिए|
Answers
Answered by
84
Chatra- Sorry sir Maine aapka homework nahi Kya ,Kal Kar lunga.
Sikchak- Kal to Kar loge kintu Jo samay Chala Gaya wah to wapas nahi n aayega.ab tumhe aaj ke homework ke saath Kal ka homework Bui krna hoga.
Chatra- - Yes sir, ab to wah samay nahi aayega
Sikchak- ek baat hamesha yaad rakhna har kaam ko uske samay par karna chahiye warna samay kab beet jaaye kisi ko pata nahi chalta,aur wo samay waapas bhi nahi aa paata.
Chatra- Thik hai sir ab se main apna saara kaam samay par karunga.
Thanks

34
characters are teacher and raghav
scene: in claasroom,preparation for tommorows exambut raghav is not interested in revision and in class
teacher:(to students): bacho kya tumne ache se tyari ki kal ki pariksha ke liye
students: ji adhiyapak ji hum puri tarah se tyar he
aap hamari niji pariksha sirf tyari ke liye le sakte he
par raghav abhi bhi nhi dhyan de raha tha aur khel raha tha
teacher ne notice kia
teacher:chlo bacho tumhari pariksha lete he .........
(aur teacher ne raghav se kuj ni poocha aur use samjane ke liye kuj gupt sankete diye par phir bhi raghav ne dhyan nhi diya)
(agle din ppariksha bhavan me sabh khushi se paper de rahe the lekin raghav pachta raha tha)
(agle din raghav ne teacher se baat ki )
teacher: ha raghav kya hua
raghav:teacher muje pariksha me kuj nhi aata tha aur me asafal reh gya
(phir teacher ne raghav ka udaharan dekar sab ko samjaya ki agarsahi samay par raghav padhta to abhi nhi pashta )
aur aagar aapko mera yeh samnvaad pasand aya to like jrur kijie ga.......

Similar questions