Hindi, asked by shivamahuja, 11 months ago

बादल और पक्षी के बीच संवाद लिखिए​

Answers

Answered by Anonymous
4

Answer:

Badal aur Panchi

Explanation:

Ek din ek Panchi ud raha tha.

Tabhi usne kuch badalon ko ulti duaha main jaate hue dekha.

Wo soch main pad gya ki baadish ke hone ka samachar mujhe kyu nhi mila us panchi ne badal se poocha.

"Arre bhai is tum her mahine kusi bhi sheher mai jaane ke pehle mujhe sanket bhejte the per is baar koi sanket kyu nhu diya?"

Badal ne hairaan hote hue kaha "Kya keh rahe ho pyaare panchi kya koi sandesh nhi mila. Maine to tumhe kayi sandesh bheje the".

Panchi bola "Nhi bhai mujhe lagta hai

koi badi gadbad hai.Mujhe Mata Prakriti se baat karni hogi"

Badal aur panchi dono Mata Prakriti ke pass gye aur apnu vyatha boli

ki "Hum ek doosri ki baat kyu nhu sun paate"

Mata Prakriti ne kaha ki "Ye sab manushyon ka kaam hai.Unhine itne saare mobile aur satelite aaksh main bhar diye hain ki Hum sadharan Prakririk jeev ek doosre ke sandesh nhi paa sakte".

Panchi aur badal udaas go gye kyunki wo dono param mitra the per ab wo ek doosre ke sandesh nhi paa sakte mobile towers aur sognalon ji wajah se

Similar questions