Social Sciences, asked by 65516680javed, 9 months ago

बाढ़ किसे कहते हैं इसके कारण तथा बचाव की तैयारियों का वर्णन कीजिए​

Answers

Answered by seemapatial02
3

baadh ek aapda hai . jisme jal ka asthai atiparvaah hone se sookhi bhoomi par atyaadhik jalajmaav hota hai use baadh khte hai.

lgaatar barish hone ke kaaran or glaceirs me paani jyada bhar jane ke kaarn yeh aati hai.

baadh ke bacchav me hme jaroori samaan jese khana, mombati, kagaj patr aadi ikttha kr lena chahiye or lkdi ke naav bnakr rkhne chahiya.

Similar questions