'बुढ़ापे को दुतकार नहीं, प्यार चाहिए।' इस शीर्षक से एक लघु अनुच्छेद लिखिए।
Answers
Answer:
Explanation:
Han yeh sahi hai ki aaj ham bachein hain aur kal ko budhe hojayenge .
Lekin aj kal ki modern duniya me kuch log to budhe logon ko apmanit karne ki kasar nahi chhodte.Yeh to bilkul bhi thik nahi hai. Sabse badi baat yeh hai ki bachein hin apne mata-pita ko budha kahkar apmanit kar rahe hai.
Hamein budhe logon ka dhyan rakhna chahiye aur unhe pyar karna chahiye kyunki ek budha aadmi aur chhota bachha ek saman. Chahe budhe log jyada kam kaj na kar sake, lekin agar hum unhe pyar denge to woh duniya ki har achhai aur burai ke bare me bataenge kyunki unhone hamse jyada duniya dekhi hai
To ham sab ko budhape ko dutkar nahi ,pyar dena chahiye.
Answer:
Han yeh sahi hai ki aaj ham bachein hain aur kal ko budhe hojayenge.
Lekin aj kal ki modern duniya me kuch log to budhe logon ko apmanit karne ki kasar nahi chhodte.Yeh to bilkul bhi thik nahi hai. Sabse badi baat yeh hai ki bachein hin apne mata-pita ko budha kahkar apmanit kar rahe hai.
Hamein budhe logon ka dhyan rakhna chahiye aur unhe pyar karna chahiye kyunki ek budha aadmi aur chhota bachha ek saman. Chahe budhe log jyada kam kaj na kar Translates, lekin agar hum unhe pyar denge to woh duniya ki har achhai aur burai ke bare me bataenge kyunki unhone hamse jyada duniya dekhi hai
To ham sab ko budhape ko dutkar nahi, pyar dena chahiye.
Explanation:
Pls mark as brainliest, rate, thank and follow me ✌️✌️✌️