Geography, asked by mirzashabab34, 6 months ago

Baazaar ki uplabdhta udyogon ke vikaas m Kya madad karta h? ​

Answers

Answered by Anonymous
2

Answer:

Bazaar ki uplabdahta udyogon ke Vikas hetu bahut mahatavpurn hai. Agar bazaar pass hi uplabadh hota hai toh parivahan (transportation) ke zyada kharach Ko Kam Kiya ja Sakta hai.

Jiss saman ka jaldi kharab hone ka dar ho usse bazaar ki uplabdahti ke Karan bachaya ja Sakta hai. Bhari saman jaise Loha aadi ka parivahan jaldi ho Sakta hai.

Bazaar ki uplabdahta udyogon ke Vikas hetu bahut mahatavpurn hai.

Isse udyogon ka fayda hota hai.

Similar questions