Hindi, asked by Samariagomez6848, 9 months ago

Bacche ka kam ank Mata Pita aur Adhyapak ke bich mein batchit 50 words

Answers

Answered by hdeepa1110
2

Answer:

samvad:

Explanation:

mata: namaste ramji.

pita: namaste ramji.

adhyapak: namashkar. aap sonu ke mata pita hain??

mata: haan ji.

adhyapak: ji aapke bete ki ank bahut kam hain. iska karan uske kam byaaj ka hain.

pita: parantu sonu ko itne kam ank kabhi nahi aaye.

mata: voh ghar par bhi ache se padhta hain.

adhyapak: iska matlab usse kuch vishay samajh main nahi aa rahe hain.

mata: main uski ar madad karungi.

pita: ram ji aap usko vidyalay main samjha dena, ham usse ghar pe samjha denge.

adhyapak: thike aap ghabrae mat. sonu ache ank layega agli bar.

mata; ji saab thike.

pita: ab ham nikalte hain.

adhyapak: fir mulakat hogi. shukriya.

Mata; dhanyavad ji

pita: dhanyavad.

hey frnd its a good topic. you can add your views too.

thanks hope this helps you

Similar questions