Hindi, asked by ViniJoshi6653, 1 year ago

Bacche kaam par Ja Rahe Hain Kavita ka uddeshya spasht kijiye?

Answers

Answered by kashishsahitiya
35
bacche kaam par ja rhe h kavita ka uddeshya yahe h ki bacche choti si umar me hi kaam par ja rhe h kuch sabjiya bech rhe h or kuch apne parents ke kaamo me haath batawa rhe h par aisa kyu bacche padne kyu nhi ja rhe aajkal hamari sarkaar ne bhi 6- 14 years tak ke baccho ki padayi free kar di h phir bhi chote chote bacche kaam kar rhe h

is chapter ka uddeshta yehi h ki baccho ko kaam par bejhne ke alawa unhe school bheja jaye unhe padaya jaye jisse wo apna bhawishye ujjwal banaye or saath saath apne mata pita ka bhi.
Answered by arvindsingh30943
10

Explanation:

bacchai Kam pr ja rhai h yai Kavita Rajesh Joshi dwara likhi gyi hai ismai kavi n btaya hai ki bacchai jinki padhnai likhnai ki Umar h wo subha subha Kam Kai liyai ja rhai h kyuki unko kuch Kam krkai paisai milegai or yai bat bhut buri hai ki bacchai Kam pr ja rhai hai jinki khelnai kudnai ki Umar hai Kyu koi na koi majburi hogi yhai bat pr jor dete huai kavi n yhai Kavita likhi

Similar questions