bachpan,khilona,maar,pyaar,dulaar,mauj masti, khelkood, dar,padhai,likhai, using these words create a beautiful poem on childhood in hindi
Answers
Answered by
3
Bachpan me mein sochta tha,
Kaise banae jate hai khilona?
Ghar me maa ke pas,
Badmaashi karne ke liye,
Milta tha maa se maar,
Par woh maa hi,
Karti mujhse bohut pyaar.
Or mujhe milta tha unse,
Bohut hi dulaar.
Karte the bohut khelkood,
Doston ke saath,
Mauj masti-mein,
Hote the hum boond.
Parhai-likhai karne ka man,
Kabhi nahi karta tha,
Par baadme dekha,
Unke bina nahi jeet paunga,
Jeevan ka ran.
Kaise banae jate hai khilona?
Ghar me maa ke pas,
Badmaashi karne ke liye,
Milta tha maa se maar,
Par woh maa hi,
Karti mujhse bohut pyaar.
Or mujhe milta tha unse,
Bohut hi dulaar.
Karte the bohut khelkood,
Doston ke saath,
Mauj masti-mein,
Hote the hum boond.
Parhai-likhai karne ka man,
Kabhi nahi karta tha,
Par baadme dekha,
Unke bina nahi jeet paunga,
Jeevan ka ran.
tariquetariquek:
What is boond
Similar questions